Mast Hua Song Lyrics by Asrar

2 comments
Mast Hua by Asrar

Listen Mast Hua Soundcloud

Mast Hua Song Lyrics by Asrar 

mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua
mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua

soat pay lag gaya taat
boot ka tasma toota

Ishq nay he fankaar banaya
ishq nay he mjh loota

Ishq nay he fankaar he banaya
ishq nayhe mjh loota

Phir mein mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua

Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua

man mein basi lovan ki khushbo
itar bitar sab bhoola

zaat aqeeda raak ho gae
ishq ka chal gaya choola

topi utri tasbi tooti
dhool pay rask hua

ishq mera tavez ban gaya
dil pay naqsh hua

mjh pay lag gae tohmat shohmat
mein badnaam hua

gana bajana , nachna nachana mera kam hua

gana bajana , nachna nachana mera kam hua

phir mein mast hua , barbadd hua ishq ka kalma yad hua

mast hua , barbadd hua ishq ka kalma yad hua

rishtay natay door ho gae fan ban gae lakhon
duniya mare pechay or mein ishq k peachay bhagon

Ishq he lagaya ishq palang hai ishq hai mera bistar
Ishq he Oron Ishq he pehnu , Ishq hy mare chadar

Aqlon valay marain tanay , ye to dewana hai

mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana Hai
mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana

K mein to mast hua barbaad hua .
Ishq ka kalma yad hua

Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua

Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua

Soat pay lag gaya taat tak tokra
boot ka tasma toota

Ishq nay he fankar banaya
Ishq nay he mjhy loota

mast hua barbaad hua
ishq ka kalma yad hua

mast hua barbaad hua
ishq ka kalma yad hua

Next PostNewer Post Previous PostOlder Post Home

2 comments: